ham se bhii kar lo kabhii kabhii to miiThii miiThii do baaten Lyrics - Shatrughan Sinha | Reena Roy | Geeta

1955

Lyrics

ham se bhii kar lo kabhii kabhii to miithii miithii do baaten
main bahaar kaa shokh phuul huun
aqal mar mite aisii bhuul huun
dhulii dhulii hain dhulii dhulii hain raaten
kabhii kabhii to miithii miithii do baaten
ham se bhii kar lo
chup ho kis liye baat to karo
hans na paao to aah hii bharo
dhulii dhulii hain dhulii dhulii hain raaten
kabhii kabhii to miithii miithii do baaten
ham se bhii kar lo
dil ko pyaar se bhar ke dekh lo
ye hasiin bhuul kar ke dekh lo
dhulii dhulii hain dhulii dhulii hain raaten
kabhii kabhii to miithii miithii do baaten
ham se bhii kar lo