Hallo Hallo Lyrics - Waah Tera Kya Kehna | Govinda | Raveena Tandon | Preeti Jhangiani | Anuradha Sriram | Sudesh Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hallo hallo song is from Waah Tera Kya Kehna (2002) and it is sung by Anuradha Sriram and Sudesh Bhosle.It stars Govinda, Raveena Tandon and Preeti Jhangiani in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit. It is produced by Sibte Hasan Rizvi. This song was released on 01 Nov 2002.
Lyrics
Oh khubsurat haseen
Oh meri zohrazabeen
Aashike dila ko tadpaati
Aayi rukja ruk ja kahan
Jaati hai kahan jaati hai
Main potti pataunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Main potti pataunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Ruthi hai manaonga magar
Hullu hullu hullu hullu
Mere dil ko churaya hai
Mujhe aashiq banaya hai
Mere dil ko churaya hai
Mujhe aashiq banaya hai
Loga ko bataaunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Main potti pataunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Ruthi hai manaonga magar
Hullu hullu hullu hullu
Resham se bhi zyaada
Lagti hai naheen jodi
Allah ne banayi
Kitni haseen zodi
Woh pyaar mein kahan
Jo takraar mein maza hai
Ikraar mein kahan jo
Inkaar mein hai maza hai
Jaan ispe lutaunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Ruthi hai manaonga magar
Hullu hullu hullu hullu
Are ja re ja main teri
Baatan mein nahin aati
Mereko chakkar deta kya
Samjey koyi kaise nadan
Mere shauhar ko
Aata hai late ghar ko
Aata hai late ghar ko
Yeh time pass karko
Main issko chahti hun
Meri yehi kahata hai
Biwi ki bekarari is ko
Nahin pata hai
Isse hosh mein laaongi magar
Hullu hullu hullu hullu
Mein jalwa dekhaongi magar
Hullu hullu hullu hullu
Mere dil ko churaya hai
Mujhe aashiq banaya hai
Mere dil ko churaya hai
Mujhe aashiq banaya hai
Loga ko bataaunga magar
Hullu hullu hullu hullu
Aayi gajre ki ladi oh
Meri phuljadi zulto
Baaga mein ghumaaonga
Tujhe sahera karaunga
Main cinema bhi dikhaunga
Khana bhi khilaonga
Mager magar magar
Hullu hullu hullu hullu.