Hai ram buddhe mein bada dum hain song is from and it is sung by .It stars Vikas Anand, Asrani and Mithun Chakraborty in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajiv Babbar. This song was released on 05 Mar 2001.
ek number ka mera sanam hai
jitni bhi tarif karu wo kam hai
ek number ka mera sanam hai
jitni bhi tarif karu wo kam hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
ek number ka mera sanam hai
jitni bhi tarif karu wo kam hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai

ek din main boli buddhe se, tu hai bada anadi
aise kab tak chalegi, tere pyar ki chhukchhuk gaadi
ek din main boli buddhe se, tu hai bada anadi
aise kab tak chalegi, tere pyar ki chhukchhuk gaadi
duje din bazaar se buddha, le aaya ek sadi
bola tera jhutha bhram hai
jitni bhi tarif karu wo kam hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai

ek din main boli buddhe se, tu hai barf ka gola
dhire dhire thanda pad gaya, tere pyar ka shola
ek din main boli buddhe se, tu hai barf ka gola
dhire dhire thanda pad gaya, tere pyar ka shola
khhans ke buddha, khhans ke buddha ludak gaya
phir uthke mujhse bola, buddha kya jawano se kam hai
are jitni bhi tarif karu wo kam hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
ek number ka mera sanam hai
jitni bhi tarif karu wo kam hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai
haye ram buddhe me bada dum hai