Haathon mein kitaab song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mohan Sehgal. This song was released on 01 Jan 2018.
Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai


Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai


Kar ja jara nazar se baat
Muh na fira ada ke sath
Kar ja jara nazar se baat
Muh na fira ada ke sath
Julafo ko de na jhtaka
Julafo me dil hai ataka
Bahut din bite akele jite
Raj nahi taal yaaro ka sawal
Piche lage aaj hua aada saal
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai


Uf ye teri lachkati chaal
Dil ka mere bura hai haal
Uf ye teri lachkati chaal
Dil ka mere bura hai haal
Thoda sa ruk ke hans ja
Matlab ye hai ke fas ja
Bahut din bite akele jite
Kate nahi raat bane nahi baat
Jaga jaga pyar mange tera sath
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai


Yu bhi kisi ka degi sath
Mehandi rachegi tere hath
Yu bhi kisi ka degi sath
Mehandi rachegi tere hath
Hona to hai parayi
Mujh me hai kya burayi
Bahut din bite akele jite
Tera ye gulam puche dil tham
Razi hai to bol bhuju paigam
Meri jaan irada kya hai
Ha meri jaan irada kya hai


Hatho me kitab balo me gulab
Karna hai aaj kisi ka hisab
Meri jaan irada kya hai
Meri jaan irada kya hai.