Haan to main kya keh raha tha song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jagdish Kumar. This song was released on 15 Jan 1973.
Aasman pe chandni ka
Ek dariya beh raha tha
Haan to main kya keh raha tha
Haan to main kya keh raha tha

Keh rahe the tum haseena
Ishq mein mushkil hai jeena
Haan mujhe ab yaad aaya
Jabse maine dil lagaya
Aaj! aaj kaun sa din hai
Aaj shukravaar hai
Waqt yun hi ja raha hai
Theharo koyi aa raha hai
Koyi musafir hai
Apne raste ja raha hai
Tauba mein to dar gaya tha
Haan to main kya keh raha tha
Haan to main kya keh raha tha

Keh rahe the tum kahani
Jab se aayi hai jawani
Ab suno tum baat aage
Jab se yeh armaan jaage
Aaj kaun si tareekh hai
Aaj chhabbis tareekh hai
Pyar sapne bun raha hai
Dekho koi sun raha hai
Maali hai
Baag se kaliyan chun raha hai
Main to dhokha kha gaya tha
Haan to main kya keh raha tha

Yaad karte yeh fasana
Tum mujhe mat bhool jana
Kya deewana hoon main koyi
Jabse meri neend khoyi
Arre haan yeh kaun sa mahina hai
Janvari
Rut suhani jhoomti hai
Yeh polis kyun dhondhti hai
Arre baba tumhein nahin
Kisi chor ko dhoondhti hai
Dard-e-furqat seh rahe the
Haan to tum kya keh rahe the
Haan to tum kya keh rahe the
Haan to hmm hmm
Haan to tum kya
Haan to main kya keh raha tha
Haan to hmm hmm
Main kuchh keh raha tha
Bolo na bhool gaye
Arre haan bhool gaya
Chalo chalo ghar chalein