LyricsTashan

Gori Gori Chhori Lyrics - Aashiq Mastaane | Prem Chopra | Mohnish Behl | Vikas Anand | Abhijit | Sapna Mukherjee

in Movies

Watch the Video

Song Information

Gori gori chhori song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by M.C. Bokadia. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Meri aankhon se tu peele
Yaara dhoom ke jeele
Phir pyar karenge
Khulam khulla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Ho jee


Tu sarse paav tak
Mujhko sharab lagti hai
Kisi deewane shayar ka
Khwab lagti hai
Mujhe dil ke
Aaine mein fit karle
Apne pyar ki
Filam tu hit karle
Jo main pakdu kalaai
Kabhi chhodunga nahi
Dil todunga nahi
Muh modunga nahi
Mujhe seene se laga le
Mujhe apna bana le
Meri ungali mein
Pehna de chhalla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Ho jee


Mujhe josh deela
Main sharab peelunga
Tere labo ke mahekte
Gulaab peelunge
Tere haatho mein ye jaam
Main ban jaau
Shoda banke main
Tujh mein ghul jaau
Aaja apni jawani
Tere naam kardu
Tere pyar mein ye
Zindagi tamaan kardu
Mujhe aur peela de
Madhosh bana de
Phir shor mache
Ya mache halla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla
Meri aankhon se tu peele
Yaara dhoom ke jeele
Phir pyar karenge
Khulam khulla
Gori gori chhori
Hu main ras gulla
Bandh botalo ki
Hu sharab walla.

Related Songs

More songs from Aashiq Mastaane (1996)
More songs of Prem Chopra
More songs of Mohnish Behl
More songs of Vikas Anand
More songs of Abhijit
More songs of Sapna Mukherjee