Ghum na kar ab song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 17 Apr 2006.
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Tujhse roshan thi kabhi
Tujhse roshan thi kabhi
Woh ronake uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi


Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri koi zaroorat
Iss zamane ko nahin
Ab teri kurbaanio par
Ab teri kurbaanio par
Ungaliya uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi


Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Ghair ki khaatir diya
Karte they apni jaan jo
Aaj apno par hi unki
Aaj apno par hi unki
Laathiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi


Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Ek khamoshi ka aalam
Ghunzata hai chaar su
Keh kahe ghoom ho gaye
Keh kahe ghoom ho gaye
Aur siskiyaan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi


Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan tera guzara
Ho nahin sakta anil
Ab yahaan insaniyat ki
Ab yahaan insaniyat ki
Arthiyan uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi
Ghum na kar ab
Chal yahaan se
Mehfile uthane lagi.