Ghar Se Chali Thi Main Lyrics - Ghazab | Rekha | Dharmendra | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ghar se chali thi main song is from Ghazab (1982) and it is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar.It stars Rekha and Dharmendra in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by N.N. Sippy. This song was released on 23 Apr 1982.
Lyrics
Rama ho rama ho rama
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Jane kis kam ko bhul gayi kam ko
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Oye oye oye
Mujhse akele ye kab hua hai
Mujhse akele ye kab hua hai
Dono taraf se ye sab hua hai
Sabki to chodo ab kya hua hai
Sabki to chodo ab kya hua hai
Gunhegar sarak gaya
Kangan kanak gaya
Aage aage pyar ko bairan bahar ko
Dekha ye gul khil gaya
Aankh ladi aur ye dil gaya
Mujhko bana kar apna
Diwana diwana diwana
Mujhko banakar kar apna
Diwana diwana ha
Acha banaya tune bahana
Acha banaya tune bahana
Ab bahane is bahane paas na aa jana
Ab bahane is bahane paas na aa jana
Chune se tere sun oh sajan mere
Rup rang mera ang ang mera
Teri kasam khil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Chalti hai tu to bajte hai gunguru
Rukhti hai tu to chalte hai jadu
Rukhti hai tu to chalte hai jaadu
Tera kya hai ye sab oh babu
Na hai dosh tera na dosh mera
Do jawaniyo ke pahale pahale pyar se
Sara jahaa hil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Jaane kis kaam ko bhul gayi kaam ko
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raama ho raama ho raama
Raama ho raama ho raama
Raama oh raama.