Ghar Ki Raunaq Hai Ghar Waali Lyrics - Bandi | Ashok Kumar | Nanda | Bina Rai | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ghar ki raunaq hai ghar waali song is from Bandi (1957) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) and Kishore Kumar.It stars Ashok Kumar, Nanda, Bina Rai, Kishore Kumar in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. It is produced by Shree Picture. This song was released on 15 Jun 1957.
Lyrics
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ho ho ho ho ho ho ho ho
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek kanwaare ka ghar
Dekha dekh ke aaya rona
Un aa unn unn unn
Ek kanwaare ka ghar
Dekha dekh ke aaya rona
Tadap raha tha ek aurat
Ki zaat ko kona kona
Are ultaa pada huaa tha
Lotaa aur khadi thi thali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Shaadi laakh ghulon ki
Daasi ujdaa nagar basaaye
Bol tu bol
Shaadi laakh ghulon ki
Daasi ujdaa nagar basaaye
Shaadi karne wala
Yaaro bade bade phal paaye
Yaaro bade bade phal paaye
Biwi ke sang mile muft mein
Sasuraa saasuu saali
Ghar ki raunaq hai gharawaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Aaj himaalay ki choti pe
Hamne hai lalkara
Shaadi ka baazaar hai
Chaaluu rahe na koyi kanwaara
Rahe na koyi kanwaara huu
Apni apni dhoondh lo biwi
Apni apni dhoondh lo biwi
Gori ho yaa kali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali.