Ghaflat na thi tassbure song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ghaflat na thi tassbure didare yaar tha
Ghaflat na thi tassbure didare yaar tha
Nazara yeh jamal mein gum
Nazara yeh jamal mein gum intzaar tha
Ghaflat na thi tassbure didare yar tha


Hual me sukoon mein
Hual me sukoon mein
Ke aalam sukun me hai
Hual me sukoon mein
Ke aalam sukun me hai
Main beqarar tha
Main beqarar tha ke jahan bekarar tha
Mai bekarar tha ke jahan bekarar tha
Ghaflat na thi tassbure didare yar tha


Sathi teri sharab mein
Sathi teri sharab mein yeh khas bat thi
Sathi teri sharab mein yeh khas bat thi
Nasha bakadre hausalaye badakhar tha
Nasha bakadre hausalaye badakhar tha
Ghaflat na thi tassbure didare yar tha


Koyi gunah hosh se
Badhkar gunah nahi
Koyi gunah hosh se
Badhkar gunah nahi
Jo mast ho gaya woh
Jo mast ho gaya woh
Jo mast ho gaya woh
Bada hoshiyar tha
Jo mast ho gaya woh
Bada hoshiyar tha
Jo mast ho gaya woh
Bada hoshiyar tha


Main ho gaya gubbare
Rahe dost ai jahin
Main ho gaya gubbare
Rahe dost ai jahin
Phir bhi kisike khatire
Phir bhi kisike khatire najuk pebar tha
Ghaflat na thi tassbure didare yar tha
Nazara yeh jamal me gum intzaar tha.