Galiya galiya dhundh chuki mai song is from and it is sung by .It stars Shabnum and Nadeem in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.A. Siddiqi. This song was released on 01 Jan 2018.
galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai
kaha ho bata do sajana
kaha ho bata do sajana
kaha ho bata do sajana
galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai

yeh socha tha sapne hamare, ik din pure ho jayenge
sath jiyenge sath marenge, ik duje me kho jayenge
bikhare sapne sare ro ro naina hare, pure huye naa arman
kaha ho bata do sajana, galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai

naa tadpao aa bhi jao, darde judayi sah naa sakungi
git hain jo mere dil ke, aur kisi se kah naa sakungi
tute aas ke tare meraa pyar pukare, tum bin soona hai jaha
kaha ho bata do sajana, galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai
kaha ho bata do sajana
kaha ho bata do sajana
galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai
galiya galiya dhundh chuki mai