Gali gali shor macha song is from and it is sung by , and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pradeep Kapoor. This song was released on 01 Jan 2018.
gali gali shor macha dilbar teri meri aankh ladi
dheere dheere bechaini chaayi tere meri baat badhi

pyaar huwa ikraar huwa abb jina sanam dushwaar huwa

dhire dhire bechaini chaayi tere meri baat badhi
pyaar huaa ikraar huaa ab jina sanam dushwaar huwa

diwaana mastana mausam aaya hai
yaadon ki wadon ki khushbu laaya hai
deewaana mastana mausam aaya hai
yaadon ki waadon ki khushbu laaya hai
jaaneja bataa de jaana hai kidhar
na tujhe pata hai na mujhe khabar
aise mein kho jaaye yaar kahin na dil deewaana
gali gali shor macha dilbar teri meri aankh ladi
dheere dheere bechaini chaayi tere meri baat badhi
pyaar huaa ikraar huaa ab jina sanam dushwaar huaa

meri to jannat hai yaar ki baahon mein
meri bhi khushiya hai yaar ki baahon mein

saaye mein tere hi rehana hai mujhe
dard-e-dil kabhi na sehana hai mujhe
hamane jo chaaha toh ban gaya chaahat ka afsaana
gali gali shor macha dilbar teri meri aankh ladi
dheere dheere bechaini chaayi tere meri baat badhi
pyaar huwa ikraar huaa ab jina sanam dushwaar huaa