Ga ga mere sang song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pahlaj Nihalani. This song was released on 25 Aug 1988.
Kal tak chhaya thaa ek sapna
Sapna wo sach ho gaya
Sab neeli aankhon mein teri
Pyaasa ye mann kho gaya


Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein
Ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Mujh kahan thaa patta
Ye pyaar hota hain kyaa
Kyaa jaane kaise kahana
Tune ye dil chhu liye
Mujh kahan thaa patta
Ye pyaar hota hain kyaa
Kyaa jaane kaise kahana
Tune ye dil chhu liye
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya


Tere bina kyaa main yahan
Tere bina kuch nahi
Saath tere saara jahan
Jannat se bhi hain haseen
Tere bina kyaa main yahan
Tere bina kuch nahi
Saath tere saara jahan
Jannat se bhi hain haseen
Tere haseen roop mein
Kyaa jaane jaadu hain kyaa
Dekhe bina ab tujhe
Dil ye nahi maanata
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein
Ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya


Kal tak yahin paayal mere
Paaon ki zanjeer thi
Ab geet hain chham chham ka ye
Jhankaar hain pyaar ki
Kal tak yahin paayal mere
Paaon ki zanjeer thi
Ab geet hain chham chham ka ye
Jhankaar hain pyaar ki
Ho kyaa rang leke mere
Jeevan mein tu aagayi
Saanson mein baske mere
Sapno mein chha gayi
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein
Ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Ga ga ga mere sang
Pyaar ka geet naya
Pyaar ka geet naya
Ho pyaar ka geet naya.