Foolishq foolishq tera mera Foolishq foolishq tedha medha
Foolishq fool ishq tera mera Foolishq fool ishq tedha medha
Dil jispe aana naa ho Uspe hi aata hai kyun Jis tarfa jaana na ho Uss tarfa jaata hai kyun Jata hai kyun
Foolishq foolishq tera mera Foolishq foolishq tedha medha Foolishq foolishq kuch kuch mera Foolishq foolishq zyada tera
Sansaniyan tan mann mein Gadbadiyan dhadkan mein karta hai Kyun karta hai Par iski sohbat mein Rehne ko, phir bhi dil karta hai Kyun karta hai
Foolishq thod hai ye maana Foolishq ka hi hai zamana
Dil ko acha lagta hai toh Aankhen iss se kyun churana
Kismat walon ko milta hai yeh nazrana Foolishq foolishq tera mera Acha hi hai tedha medha Fool ishq fool ishq tera mera Fool ishq fool ishq tedha medha
Honthon pe aur kuch hai Par dil mein aur kuch hai Donno mein ik toh sachh hai
Dil sachha hoga toh Sach woh hi bolega Phir kaisi yeh mach mach hai
Foolishq dil ki nadaani hai Dil ki aadat bachkani hai Foolishq se hi darta hai yeh Phir bhi foolishq karta hai yeh Bhulake bhi bhulaya toh ye jaaye naa
Foolishq foolishq tera mera Foolishq foolishq tedha medha Foolishq foolishq tera mera Acha hi hai tedha medha