fizaa bhii hai javaan javaan, havaa bhii hai ravaan ravaansunaa rahaa hai ye samaa sunii sunii sii daastaanbujhii magar bujhii nahiin, na jaane kaisii pyaas haiqaraar dil se aaj bhii na duur hai na paas haiye khel dhuup chhaaon kaa, ye parvaten ye duuriyaansunaa rahaa hai ye samaahar ek pal ko dhuundhataa har ek pal chalaa gayaahar ek pal visaal kaa, har ek pal firaaq kaahar ek pal guzar gayaa, banaake dil pe ik nishaan
sunaa rahaa hai ye samaapukaarate hauin duur se, vo qaafile bahaar kebikhar gae hain rang se, kisiike intazaar menlahar lahar ke honth par, vafaa kii hain kahaaniyaansunaa rahaa hai ye samaavohii ghadii vohii pahar, vohii havaa vohii laharna_ii hain manzilen magar, vohii dagar vohii safarnazar ga_ii jidhar jidhar, milii vohii nishaaniyaansunaa rahaa hai ye samaa