Fitrat Lyrics - Suyyash Rai
2020
About this song
- Indie Music Label Digital Head : Vishal Bhende
- Song : Fitrat
- Singer : Suyyash Rai
- Guitar & Strokes : Shomu Seal
- Flute : Ajay Prasanna
- Mixed and Mastered : Bhaskar Sharma
- Cast : Suyyash Rai, Divya Agarwal
- Director and DOP : Jay Parikh
- Editor : Amit Mandal.
- Colourist : Manoj Shriram Singh
- Jodhpur Line production : Dino Bishnoi , Riya Puri, CP Daiya (Kurjaa Entertainment Jodhpur )
- XDS Udaipur : Vaibhav Purohit
- Poster Design : Aman Kalsi
- Digital Distribution: KGV Kiran Kumar & Team ( Believe India )
- Legal Consultant : Priyanka Khimani (Anand and Anand & Khimani)
- Indie Music Digital Team : Avish Patel
Lyrics
Kya kahun tumhein tum meri ho
Tum meri ho tum meri ho
Ik pal bhi tum door jaate ho
Dar lagne lagta hai humko
Tum meri ho tum meri ho
Ik pal bhi tum door jaate ho
Dar lagne lagta hai humko
Kabhi kabhi sochta hoon
Ke main tumko
Meri baahon mein bhar loon
Hamesha ke liye
Ke main tumko
Meri baahon mein bhar loon
Hamesha ke liye
Meri fitrat badal rahi
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun
Meri fitrat badal rahi
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun
Kya karun
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun
Kya karun
Khoya rehta hoon main
Khoya rehta hoon main
Tujhmein hi har dafa
Khoya rehta hoon main
Tujhmein hi har dafa
Teri hi baaton mein khayalon mein
Main uljha rehta hoon
Karta rehta hoon main
Khud se hi sawal
Main uljha rehta hoon
Karta rehta hoon main
Khud se hi sawal
Ke laut aaoge ghar pe phir se
Aaoge seene se lagaoge humko dil se
Haan apna banaoge
Humse kabhi na jaoge door
Aaoge seene se lagaoge humko dil se
Haan apna banaoge
Humse kabhi na jaoge door
Ke laut aaoge ghar pe phir se
Ke laut aaoge ghar pe phir se
Ke apna banaoge phir se
Ke apna banaoge
Ke laut aaoge ghar pe phir se
Ke apna banaoge phir se
Ke apna banaoge
Meri fitrat badal rahi
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun x (4)
Meri hasrat badal rahi
Meri rooh mein hai tu kya karun x (4)
Kya karun