Elevate song is from and it is sung by . Record label of this song is Emiway Bantai. This song is penned by and composed by . This song was released on 24 Jul 2024.
Kiye kuch waade the jise, nibhaya nahi
Par galtiyon se seekha phir dohraya nahi

Jab zarurat thi inki mujhe, koi aaya nahi

Buri aadaton pe waqt karna zaya nahiKiye kuch waade the jise, nibhaya nahi
Par galtiyon se seekha phir dohraya nahi

Jab zarurat thi inki mujhe, koi aaya nahi

Buri aadaton pe waqt karna zaya nahi
Khada hai yaar tera, kisse bhulaya nahi

Dil mein hai pyaar bhara toh koi paraya nahi

Sab hai sukoon ke khoj mein, koi paya nahi

Main paya sajde mein, kise bataya nahiKhada hai yaar tera, kisse bhulaya nahi

Dil mein hai pyaar bhara toh koi paraya nahi

Sab hai sukoon ke khoj mein, koi paya nahi

Main paya sajde mein, kise bataya nahi
Haan, duniya ye nafrat se chalti hai

Koi aage badh jaaye toh jalti hai

Jab matlab mai samjha in rishton ka

Samjha ke duniya toh matlab se chalti haiHaan, duniya ye nafrat se chalti hai

Koi aage badh jaaye toh jalti hai

Jab matlab mai samjha in rishton ka

Samjha ke duniya toh matlab se chalti hai
Galti ye ki maine kaafi baar

Apno mein wafa ko dhundte rahe 

Par humko hi bewafa keh diya

Bewajah ye tabah karke gayeGalti ye ki maine kaafi baar

Apno mein wafa ko dhundte rahe 

Par humko hi bewafa keh diya

Bewajah ye tabah karke gaye
Meri badnaami log karte rahe

Sach kya hai jaanke bhi sare-aam chup hu 

Mujhe gira ke upar jane ke chakkar mеin 

Kitna niche gir rahe saale

Inhе dekh ke mai khush hu Meri badnaami log karte rahe

Sach kya hai jaanke bhi sare-aam chup hu 

Mujhe gira ke upar jane ke chakkar mеin 

Kitna niche gir rahe saale

Inhе dekh ke mai khush hu 
Soch ke ye achha lagta hai mujhe

Mere rab ne shukar hai in jaisa nahi banaya

Shows ho ya brand, ye sab zyada kiye bina

Inse zyada gaana daal ke inse zyada mai kamayaSoch ke ye achha lagta hai mujhe

Mere rab ne shukar hai in jaisa nahi banaya

Shows ho ya brand, ye sab zyada kiye bina

Inse zyada gaana daal ke inse zyada mai kamaya
Mujhe mat dikha ye guroor, ye ghamand

Jis zindagi ko jee raha tu, 

Wo kab ka jee ke aaya mai

Sabse hatke soch iss laalchi duniya mein 

Rakhne walo mein se sirf aaj akele ko paya maiMujhe mat dikha ye guroor, ye ghamand

Jis zindagi ko jee raha tu, 

Wo kab ka jee ke aaya mai

Sabse hatke soch iss laalchi duniya mein 

Rakhne walo mein se sirf aaj akele ko paya mai
Nibhaya mai jo bhi bola aaj tak mic pe

Sirf gaano mein nahi, og hu real life mein

Khuda ke raaste pe chal raha hu par

Shaitan bhi saath baitha hua hai side meinNibhaya mai jo bhi bola aaj tak mic pe

Sirf gaano mein nahi, og hu real life mein

Khuda ke raaste pe chal raha hu par

Shaitan bhi saath baitha hua hai side mein
Kiye kuchh waade the jisse, nibhaya nahi

Par galtiyon se seekha phir dohraya nahi

Jab jarurat thi inki mujhe, koi aaya nahi

Buri aadaton pe waqt karna zaya nahiKiye kuchh waade the jisse, nibhaya nahi

Par galtiyon se seekha phir dohraya nahi

Jab jarurat thi inki mujhe, koi aaya nahi

Buri aadaton pe waqt karna zaya nahi
Khada hai yaar tera, kisse bhulaya nahi

Dil mein hai pyaar bhara toh koi paraya nahi

Sab hai sukoon ke khoj mein, koi paya nahi

Mai paya sajde mein, kise bataya nahiKhada hai yaar tera, kisse bhulaya nahi

Dil mein hai pyaar bhara toh koi paraya nahi

Sab hai sukoon ke khoj mein, koi paya nahi

Mai paya sajde mein, kise bataya nahi