Kabhi lade-lade se thay, kabhi ade ade se thayKabhi bhide bhide se thay, bas yunhi jud gayeThode thode se meethe hain, thode-thode se khatte hainAb ek hi thaali ke chatte batte hain [x5 times]Yeh to murgiyon ke chooze se, sang ek dooje keIdhar-udhar titar-bitar dodte phireinYeh to holi ke rang hain, alag hain par sang hainChehre pe chalke to sab lage ek seKahin gaalon pe laali hai, kahin jab khaali haiFarq in mein hain bade, inhain farq na parayThode-thode se meethe hain, thode-thode se khatte hainAb ek hi thaali ke chatte batte hain [x5 times]
chatte batte hain…Yeh jalebiyon ke tukre hain, chaashni se ubhre hainTedhe-medhe garma-garam, par meethe bhi hainYeh to hawa ke jhonke hain, kab mutthi mein band hote hainMarzi jidhar udhar munh kar udhar sarson bahainKahin mummy ki thapki hai, kahin kaanton pe jhapki haiHai manzilein juda, par raah ek haiThode-thode se meethe hain, thode-thode se khatte hainAb ek hi thaali ke chatte batte hain [x5 times]Chatte batte hain… (x2)