Ek Sunehri Sham Thi Lyrics - Rajendra Nath | Saira Banu | Joy Mukherjee | Lata Mangeshkar

1964

Lyrics

Ek sunehri sham thi, behki behki zindagi
Raah mein hum tum mile
Meri palkon ke tale aashiyan tera ban gaya
Ek sunehri sham
Do kadam milkar chale to faasle kam ho gaye

Pyar ne duniya badal di
Kya se kya hum ho gaye
Shole shabnam ho gaye
Ek sunehri sham thi, behki behki zindagi
Raah mein hum tum mile
Meri palkon ke tale aashiyan tera ban gaya
Ek sunehri sham
Sham to ab tak wohi hai, rang hai lekin juda

Jaane kis vaadi mein apna kafila gum ho gaya
Phir hai dil tanha mera