Ek Mamta Ganga Ki Dhara Hai Lyrics - Shatrughan Sinha | Padmini Kolhapure | Mithun Chakraborty | Lata Mangeshkar
2000
Lyrics
Ek mamta ganga ki dhara hai
Ek mamta me sagar sara hai
Ek mamta me sagar sara hai
Ganga ne fir Vachan nibhaya hai
Tyag me hi sara sukh samaya hai
Sagar me ganga shma jaye to
Ho sagar sangum yaha
Sagar sangum yaha
Sagar sangum yaha.