Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi haiEk ghadi aur thehar, ki jaan baaqi haiTere lab pe mere hone ka nishaan baaqi haiEk ghadi aur thehar, ki jaan baaki haiShab ke chehre pe chadha rang,Savere ka, to kya?Shab ke chehre pe chadha rang,Savere ka, to kya?Dhalte khwaabon mein abhiApna jahaan baaqi haiEk ghadi aur thehar, ki jaan baaki haiYu bichhad ke tu mujhse na saza de khud koYu bichhad ke tu mujhse na saza de khud koAbhi haathon se tere jurm o gunaah baaqi hai
Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi haiKhilte phoolon ka fasana, to bas bahana thaKhilte phoolon ka fasana, to bas bahana thaBujhte sholon ki dastaan, abhi baaqi haiEk ghadi aur thehar, ki jaan baaki haiAankhein suni hainMeri maang ujdi hai, to kyaAankhein suni hainMeri maang ujdi hai, to kyaAbhi hathon me mere rang-e-hina baaqi haiAbhi hathon me mere rang-e-hina baaqi haiEk ghadi aur theher, ki jaan baaki haiTere lab pe mere hone ka nishan baaqi haiEk ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai