Ek din ki baat hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R.V. Gurupadam. This song was released on 06 Jan 1984.
Ek din ki baat hai
Mausam suhane mein
Are ek din ki baat hai
Mausam suhane mein
Phulo ke jamane mein
Mere dawa khane men
Ye dawa lene aayi
Bekarar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Bekarar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Bimar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi


Iske pet mein dard tha
Rang ajra sa dard tha
Iske pet mein dard tha
Rang ajra sa dard tha
Operation tha bas
Ilaz lekin isko aayi laz
Maine hath lagaya
To aachal jara uthaya tha
Ha ye inkar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Ha ye inkar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Bekarar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi


Maine bhesh badal diya or
Lady serjen ban gaya
Aise ise khamosh kiya
Injection se behosh kiya
Aise ise khamosh kiya
Injection se behosh kiya
Ab kahe ka darna tha
Sab kiya jo maine karna tha
Par neend se jab ye jag gayi
Aayiyo rama kahke bhag gayi
Aankhe char kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Aankhe char kar gayi
Mujhe bimar kar gayi
Bekarar kar gayi
Mujhe bimar kar gayi


Bad mein ye sab jan gayi
Kaun hoon main pahchan gayi
Bad mein ye sab jan gayi
Kaun hoon main pahchan gayi
Boli tune mera man
Toda mera kuwarapan toda
Boli tune mera man
Toda mera kuwarapan toda
Royi chikhi khud ladi
Mujhko shadi karni padi
Shadi karni padi shadi karni padi
Shadi karni padi shadi karni padi.