Ek Dil Aur Sau Afsane Lyrics - Waheeda Rehman | Raj Kapoor | Lata Mangeshkar
1963
Lyrics
ek dil aur sau afsane, haye mohabbat haye zamane

man bina ke madhur suro me, gate hai sab prem tarane

dil jo na hota kuch bhi na hota, aankh na roti aur dard na uthta

apna ye daman bol bhi gata, kon kisi ke pyar me yu khota

dil jo lagaya chain na paya, sare jaha ka iljam uthaya

gake sunaye apna tarana, ye to janam janam se hota hi aaya

tu meri manjil pyar ka sahil, jau kidhar mai hai tu hi mukabil

o mere hamdam yak hai mushkil, kar ke rahenge hum tujhko hi hasil