Ek Baat Suno Sarkar Lyrics - N/A
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek baat suno sarkar song is from Circus Queen (1959) and it is sung by N/A. This song is penned by Naqsh Lyallpuri and composed by Shafi M. Nagri. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Ek bar suno sarkar
Ek bar suno sarkar
Mera dil dhak dhak dhak dhak
Mera dil dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak
Mera dil dhak dhak
Karta hai
So bar kaha bekar
So bar kaha bekar
Bat kyo bak bak bak bak
Bata kyo bak bak
Karta hai
Mast ada ki machhli teri
Balkhaye hai
Dekh ke jisko dil ka bagiya
Vash kha ke gir jaye hai
Ajab hai iski halt
Na jita hai na marta
Bat kyo bak bak bak bak
Bata kyo bak bak
Karta hai
Tere dil me mail hai
Tu mujhse chale chalta hai
Girgat ki bhanti tu din me
So so rang badlta hai
Jan liya hai maine tuhjko
Kahe chak chak karta hai
Mera dil dhak dhak
Dhak dhak
Mera dil dhak dhak
Karta hai
Dil ko dhobhi ke pate par
Sabun se dhulvaya hai
Oatak patak kar is par tere
Pyar ka rang chadaya hai
Dekh le bilkul saf hai
Jaise sisa lak lak
Kata hai
Bat kyo bak bak bak bak
Bata kyo bak bak
Karta hai
Ek bar suno sarkar
Ek bar suno sarkar
Mera dil dhak dhak
Dhak dhak
Mera dil dhak dhak
Karta hai
So bar kaha bekar
So bar kaha bekar
Bat kyo bak bak bak bak
Bata kyo bak bak
Karta hai.