Ek baat meri hothon par song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Virendra Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Ek baat ek baat mere hotho tak
Aa aa ke palat jati hai
Main kahne ko to kah du
Par sharm mujhe aati hai


Pahle to mujhe dasti thi
Ye raato ki tanhai
Kuch badali badali si hai
Kyu aaj meri angdai
Main kahne ko to kah du
Par sharm mujhe aati hai


Mousam to hai bhinga
Bhinga jalta hai magar tan mera
Aankho mein nasha sa aaya
Ek rang ajab sa chaya
China hai pyar se
Kisne na jane ye man mera
Main kahne ko to kah du
Par sharm mujhe aati hai
Ek baat ek baat mere hotho tak
Aa aa ke palat jati hai
Main kahne ko to kah doon
Par sharm mujhe aati hai
Main kahne ko to kah doon
Par sharm mujhe aati hai.