Ek baar tujhko dekha song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Teraa khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko
Bhula nahi sakta bhula nahi sakta aaja
Ek bar tujhko dekha phir dekhu yeh dil kahe
Hmm ek bar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Abb mein jaha bhi jau teri justju rahe
Deewana kiya hain teri yado ne
Tu aake jara dekh ley
Aaja deewana deewana
Kiya hain teri yado ne yado ne
Tu aake jara dekh ley dekh ley aaja aaja


Meraa tasavur meri deewangi tu hi toh hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin
Har lamha mujhe tadpati hain
Mai kya karu jindagi se bhag kar kaha jau
Teraa pata bhi toh nahi


Ashao kaa banke darpan
Tune badla meraa jivan
Anjane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aayi hain yad phir tu phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal key betab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yado ne
Tu aake jara dekh ley aaja deewana deewana
Kiya hain teri yado ne yado ne
Tu aake jara dekh ley dekh ley aaja aaja


Abb tak maine khwab jo dekhe
Un khwabo ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri bekarari yeh meri bekhudi
Has has key roj mujhse karti hain dillagi
Ho o o deewana kiya hain teri yaado ne
Tu aake jara dekh ley aaja
Ho o deewana deewana


Kiya hain teri yado ne yado ne
Tu aake jara dekh ley dekh ley aaja aaja
Ek bar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Abb mein jaha bhi jau teri
Justju rahe deewana deewana
Kiya hain teri yado ne yado ne
Tu aake jara dekh ley dekh ley aaja aaja
Deewana deewana
Kiya hain teri yado ne yado ne
Tu aake jara dekh ley dekh ley aaja aaja.