Duniya se begani song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 05 May 2011.
Duniya se begani
Kehte hai diwani
Pyaar main tere o ranjhana
Apane hi sawalo main
Tere hi khayaalo main
Doobi hoon yunin main sajana
Baarish ki bunde bhi
Mathe ki bindiya bhi
Kano ke jhumke bhi
Baalo ka kajara bhi
Karte hai jiya bekraar be
Ab aaja hota na intzaar rasiya
Ab karna karna yun
Na bekraar rasiya
O mere pyaar rasiya
O mere pyaar rasiya


Duniya se begani
Kehte hai diwani
Pyaar main tere o ranjhana
Apane hi sawalo main
Tere hi khayaalo main
Doobi hoon yunin main sajana
Baarish ki bunde bhi
Mathe ki bindiya bhi
Kaano ke jhumke bhi
Baalo ka kajara bhi
Karte hai jiya bekraar be
Ab aaja hota na intzaar rasiya
Ab karna karna yun
Na bekraar rasiya
O mere pyaar rasiya
O mere pyaar rasiya


Saanso ki chalati hai
Yun ravani naam leke tera
Kehti hoon duniya se
Hoon main begani
Sara jahan tu mera
Aankho ka kaajal
Bhi hotho ki laali bhi
Kangana ki khankhan bhi
Chudi ki chhan chhan bhi
Karte hai jiya bekraar be
Ab aaja hota na intzaar rasiya
Ab karna karna
Yun na bekraar rasiya
O mere pyaar rasiya
O mere pyaar rasiya


Khud se hi baate
Main karne lagi hoon
Khone laga hai jiya
Yaado main mein
Raato jagi hoon
Aaja tu ab to jiya
Baarish ki bunde bhi
Dil ki dhadakan bhi
Paayal ki chhan chhan bhi
Aur behka sawan bhi
Karte hai jiya bekraar be
Ab aaja hota na intzaar rasiya
Ab karna karna
Yun na bekraar rasiya
O mere pyaar rasiya
O mere pyaar rasiya.