Dukhiya nari kise pukare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dukhiya nari kise pukare
Dukhiya nari kise pukare
Jab soya bhagwan ho tinka
Kaha sahara dhunde jab sir par
Tufan ho jab sir par tufan ho
Dukhiya nari kise pukare


Aasha cuti dhiraj tuta
Dukh par dukh yu aaye
Aasha cuti dhiraj tuta
Dukh par dukh yu aaye
Samay ke aaga mujh abla
Ki haye na kuch chal paye
Kaise nirabal kare samna bairi
Jag balwan ho tinka
Kaha sahara dhunde jab sir par
Tufan ho jab sir par tufan ho
Dukhiya nari kise pukare


Jane ye kis janam ka badla
Bhag hai mujhse leta
Jane ye kis janam ka badla
Bhag hai mujhse leta
Mujhse mera sindoor chinkar
Rakh chita ki deta aisa bhi
Jina kya jina jab jiwan
Shamshan ho tinka
Kaha sahara dhunde jab sir par
Tufan ho jab sir par tufan ho
Dukhiya nari kise pukare


Tirath tirath mandir mandir mai
Fir fir kar hari ab bhi kya
Meri na sunoge o sab ke dukh
Hari mera suhag mita to mitegi
Mahima amar tumhari apni laj
Bachana hai to aao haye tripurari
Tripurari tripurari tripurari.