Thodi thodi guzre pakadKabhi taaza si hawayeinSaate saate se yeh rishteApni baah ko filayeinMera mann, toh bas gungunana chaheUska mann, khul ke geet gaana chaheMuskurayo, main woh khilkhilana chaheHai ziddi yeh badi majbooriyan bhiDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyanDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyanZyada nasdeekyon meinDooriyon ke hote hain ishaareHum toh leheron ko chakhna naMeethay nahi paani hai yeh khaareLove kahe, mere paas tum na aanaDoor se, accha hai timtamanaVarna adh mein hoga dard-e-jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhiDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyanDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyanMain toh aisi baarish hoonJo teen ki chhat pe kud ke barseWoh kuyar dheemi rut ki baras na paayeChhod ke tarse, dono barsePar sang sang kahan hai, thodi doori seZindagi aasan hai,Meri duniya aur uska bhi jahan haiHai ziddi yeh badi majbooriyan bhiDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyanDooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zarooriZaroori hai yeh dooriyan.