Door jana hai mushkil song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 08 Apr 2014.
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhein bhul paana mushkil sanam


Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhein bhul paana mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam


Tumhari khushi mein hamari khushi hai
Hamein aapse is kadar aashiqi hai
Tumhare liye hum dilo jaan lutade
Agar tum kaho yeh bhi karke dikha de
Kareeb aur aao gale se lagao
Khudara ab toh nazare karam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam


Duaao mein jab haath humne uthaya
Tumhein humne maanga tumhen humne paaya
Haan kare kis taraha shukriya khuda ka
Diya jisne tohfa hamein dilruba ka
Tumhari wafa o ko sajda karenge
Yeh wada hain tumse tumhari kasam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Nigaahon mein bas tum hi tum bas gaye ho
Tumhein bhul paana mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam
Mohabbat mein itane kareeb aa gaye hum
Ke ab door jana hai mushkil sanam.