Do baatein ho sakati hai song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Paramjeet Baweja. This song was released on 04 Mar 1995.
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki


Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Ya duniya se too darti hai
Ya duniya se too darti hai
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki


Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujhko yakeen na aaye
Lekin meri mohabbat pe
Tujhko yakeen na aaye


Do baatein ho sakati hai
Sanam tere takraar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere takraar ki
Kya dil hai tera  patthar ka
Kya dil hai tera  patthar ka
Ya  chahat nahi dildaar ki


Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki


Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna tut na jaaye haay haay haay
Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna tut na jaaye
Main ban jaau paagal
Aur duniya hasi udae
Main ban jaau paagal
Aur duniya hasi udae
Do baatein ho sakati hai
Abto jeet ya haar ki
Do baatein ho sakati hai
Abto jeet ya haar ki
Kahde mujhse main mar jaooun
Kahde mujhse main mar jaooun
Ya thaam le baahein yaar ki


Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakati hai
Sanam tere inkaar ki.