Disha disha bahe hawa (title) song is from and it is sung by , , , .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Debjani Majumdar, A.K.A., Devyani Majumdar. This song was released on 10 Aug 2016.
Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Tere hai maa tere hai hum
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram


Ek hai apni dharti ek hai aasmaan
Ek hai apna sooraj ek hai jismo jaan
Ek hai apni dharti ek hai aasmaan
Ek hai apna sooraj ek hai jismo jaan
Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Tere hai maa tere hai hum
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram


Ho keshariya re rang maati ke
Mann paayo matwala
He jire ye dharti ma prem basat hai
Kan kan ma prem pyala


Saagar saagar lehre likhe
Dharti maa ke prem ki baate
Ghor andhere mein jal jaati
Ghaat ghaat mein baate
Ho ghaat ghaat mein baate


Kal kal nadiya dole dharti maa ki bindiya bole
Kal kal nadiya dole dharti maa ki bindiya bole
Dakshin dakshin prem ki bhasha
Sanskriti ki pari bhasha


O ho poore poore mein hariyaali
Khoya bhi hai seena
Dharti maa tere pyar mein jeena
Pyar mein tere marna
Dharti maa tere pyar mein jeena
Pyar mein tere marna
Oo pyar mein jeena
Oo pyar mein tere marna


Maratha dharti maa ki bharat maa ki
Gaaye gaurav gaatha
Dharti maa ki bharat maa ki
Gaaye gaurav gaatha


Seesh uthaye khada himalay
Amar hai yamuna ganga
Shat shat naman hai bharat maa ko
Uncha rahe teeranga uncha rahe teeranga
Oo uncha rahe teeranga


Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Disha disha bahe hawa
Yahin kahe har jagaah
Maa teri mamta kabhi na ho kam
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram
Vande mataram vande mataram..

More songs of Devyani Majumdar