Din Me Kehti Hai Raat Ko Kehti Hai Lyrics - Amaanat | Kumar Sanu | Alka Yagnik
in Movies
Watch the Video
Song Information
Din me kehti hai raat ko kehti hai song is from Amaanat (1994) and it is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik and Ila Arun.It stars Sanjay Dutt, Akshay Kumar and Heera Rajgopal in leading roles. This song is penned by Anwar Sagar and composed by Bappi Lahiri. It is produced by Romu N. Sippy. This song was released on 27 Sep 1994.
Lyrics
din me leti hai raat me leti hai
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
kya bura hai uska nam leti hai, kiska
apne sajan ka apne balam ka
apne pritam ka apne janam ka
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
kaise sambhalu chadti jawani, ho na jau kahi mai diwani
raat ko mohe nind na aaye, pyaar ki aagni tan ko jalaye
tera ro ha lbura hai, prem ka rog laga hai
chupke se chori chori, sajna se mil le gori
bas me leti hai bas bas, lokal me leti hai chal hat
thiatar me leti hai hotel me leti hai
sadko pe leti hai, chhul kar galyo me leti hai
kya bura hai uska nam leti hai, kiska
apne sajan ka apne balam ka
apne pritam ka apne janam ka
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
kal aaya tha chhat pe saiya, tham ke bola gori baiya
ho aa baho me baki chhori, maine kaha na kar jora jori
phir kya hua, kaise kahu
kajre ko chuma hoga, baho pe jhuma hoga
ang se lagaya hoga, tujhko sataya hoga
chhat pe leti hai, kamre me leti hai
bistar me leti hai, khule aam
let ke leti hai, baith ke leti hai
kya bura hai uska nam leti hai, kiska
apne sajan ka apne balam ka
apne pritam ka apne janam ka
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
usne dilaya lehanga choli, ayega leke wo meri doli
kholega mera ghunghta sajan, mujhko banayega wo dulhan
rat ko pyari hogi, din me chingari hogi
pahle sarmayegi tu, phir man jayegi tu
sardi me leti hai, garmi me leti hai
sawan me leti hai, bhado me leti hai
chori se leti hai, chupke se leti hai
kya bura hai uska nam leti hai, kiska
apne sajan ka apne balam ka
apne pritam ka apne janam ka
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai
din me leti hai raat me leti hai
subah ko leti hai sham ko leti hai