Dilwale kabhi na hare (title) song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Babubhai Thiba. This song was released on 04 Feb 1992.
Dilwale hain hum to pyare
Dilwale hain hum to pyare
Yeh sun le dushman sare
Dilwale hain hum to pyare
Dilwale hain hum to pyare
Ye sun le dushman sare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare


Yari kya hoti hain yeh dikha denge
Tere liye duniya thukra denge
Ha yari kya hoti hain ye dikha denge
Tere liye duniya thukra denge
Yara hum to yari ko nibha denge
Tere liye jaan bhi luta denge
Mar jaye hum yaar jo mare
Mar jaye hum yaar jo mare
Ye sun le dushman sare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare


Hum hain sath andhero mein ujalo mein
Baste hain ek duje ke khayalo mein
Hum hain sath andhero mein ujalo mein
Baste hain ek duje ke khayalo mein
Aisi yaari to hoti hain salo mein
Naam hamaar aayega misalo mein


Ek duje ke hum hain sahare
Ek duje ke hum hain sahare
Yeh sun le dushman sare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale hai hum to pyare
Dilwale hai hum to pyare
Ye sun le dushman sare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare
Dilwale kabhi na hare.