Dilbar se pyar chhupane song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Saregama. This song was released on 01 Jan 2018.
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai
Kuch din ye takrar chalegi
Sama aur parwane me
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai


Ummido ka gulshan mahke
Bijli saukh tamanna chahke
Aye meri manzil samne aaja
Aaj kadam mere bahke bahke
Husn ki dunia jhum rahi hai
Laga hai teer nishane
Me bada maza hai
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai


Wo pas aaye mai ghabrau
Sahmu simtu aur sarmau
Kisko diya hai pyar bhara dil
Puche bhi to mai na batau
Hoti hai taskin mohabbat
Ban ban ke sarmane
Me bada maza hai
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai


Dil mera jhume shyam suhani
Mastaye lahraye jawani
Aaja o tadapane wali
Meri umange hai diwani
Chalak rahe hai jam nazar me
Aankho ke maykhane
Me bada maza hai
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai
Kuch din ye takrar chalegi
Sama aur parwane me
Dilbar se pyar chhupane
Me bada maza hai.