Dil tune kehna mana song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amrit Jaiswal. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil tune kehna mana is beimaan ka
Kuchh bhi bharosa nahi
Kuchh bhi bharosa nahi
Jiski jubaan ka haay
Kehna mana is beimaan ka
Dil tune kehna mana


Bedarde baalama khudgharji
Bedarde baalama khudgharji
Main samju main jaanu re teri marji
Main samju main jaanu re teri marji
Haay pehle churaye jiya phir tadpaaye
Bairi badla chukaye mere aehsaan ka
Kuchh bhi bharosa nahi
Kuchh bhi bharosa nahi
Jiski jubaan ka haay
Kehna mana is beimaan ka
Dil tune kehna mana


Jaa jhulmi dekhali teri yaari
Jaa jhulmi dekhali teri yaari
O chhaliya hai zuthi dildaari
O chhaliya hai zuthi dildaari
Abhi abhi waade kare abhi bisaraye
Haay koi thikana nahi jiske imaan ka
Kuchh bhi bharosa nahi
Kuchh bhi bharosa nahi
Jiski jubaan ka haay
Kehna mana is beimaan ka
Dil tune kehna mana.