Dil Todana Kisi Ka Lyrics - Pooja Ke Phool | Mala Sinha | Dharmendra | Ashok Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil todana kisi ka song is from Pooja Ke Phool (1964) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Mala Sinha, Dharmendra and Ashok Kumar in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Madan Mohan. It is produced by A. V. Meiyappan. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Zara thahar zara thahar
Tujhe samjhau zindagi kya hai
Jo aaj tak na mili tujhko
Wo khushi kya hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Gham dusre ka lele kya
Yeh khushi nahi hai
Chal is tarah ke jaise
Chalti hai yeh hawaye
Chal is tarah ke jaise
Chalti hai yeh hawaye
Phulo ko yeh khilaye
Bago ko yeh hasaye
Apne liye jiye jo
Wo admi nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Jis par udasiya ho
Us hoth ko hasi de
Jis par udasiya ho
Us hoth ko hasi de
Dekar karar apna
Badle mein bekali de
Tera dil hai ek khazana
Tujhe kuch kami nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Wo chand ho ya shola
Dono mein nur dekha
Wo chand ho ya shola
Dono mein nur dekha
Lekin jise bhi dekha
Shole se dur dekha
Jo fuk de kisi ko
Wo roshni nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Gham dusre ka lele kya
Yeh khushi nahi hai.
Tujhe samjhau zindagi kya hai
Jo aaj tak na mili tujhko
Wo khushi kya hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Gham dusre ka lele kya
Yeh khushi nahi hai
Chal is tarah ke jaise
Chalti hai yeh hawaye
Chal is tarah ke jaise
Chalti hai yeh hawaye
Phulo ko yeh khilaye
Bago ko yeh hasaye
Apne liye jiye jo
Wo admi nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Jis par udasiya ho
Us hoth ko hasi de
Jis par udasiya ho
Us hoth ko hasi de
Dekar karar apna
Badle mein bekali de
Tera dil hai ek khazana
Tujhe kuch kami nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Wo chand ho ya shola
Dono mein nur dekha
Wo chand ho ya shola
Dono mein nur dekha
Lekin jise bhi dekha
Shole se dur dekha
Jo fuk de kisi ko
Wo roshni nahi hai
Dil todana kisi ka
Yeh zindagi nahi hai
Gham dusre ka lele kya
Yeh khushi nahi hai.