Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Lyrics - Jagmohan Sursagar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dil ko hai tumse pyaar kyun song is from Jagmohan Sursagar NFS (1945) and it is sung by Jagmohan Sursagar. This song is penned by Fayyaz Hashmi and composed by Kamal Dasgupta. This song was released on 01 Jan 1945.
Lyrics
Dil ko hai tum se aye aye aye
Dil ko tumse pyaar kyun un un
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun
Pehle milan ki chaaon mein,
Tumse tumhaare gaaon mein
Aankhen huyi thhin chaar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Pehle milan ki chaaon mein,
Tumse tumhaare gaaon mein
Aankhen huyi thhin char kyun
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun
Tumko nazar mein rakh liya
Dil mein jigar mein rakh liya
Tumko nazar mein rakh liya
Dil mein jigar mein rakh liya
Khud main hua shikaar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Roop ki kuchh kami nahin
Duniya mein ek tumhi nahin
Roop ki kuch kami nahin
Duniya mein ik tumhi nahin
Par main tumhaari yaad mein
Rehta hoon bekaraar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Par main tumhaari yaad mein
Rehta hoon bekarar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun.