dil ko dekho, chehara na dekho, dil ko dekho, chehara na dekho cheharo ne lakho ko lutaha dil sacha aur chehara jhuta dil sacha aur chehara jhuta dil ko dekho, chehara na dekho, cheharo ne lakho ko lutaha dil sacha aur chehara jhutadil sacha aur chehara jhuta jo apani sachi surat dikha de, aise nahi duniyawalesabne hi apne cheharo ke age jhut ke parde hain dalemithi hontho pe bat, dil me rehati hai khatdil ka hontho se nata hi jhutadil sacha aur chehara jhuta, dil sacha aur chehara jhuta dil ko dekho, chehara na dekho
tann se toh ajad ham ho gaye hain, mann se gayi na gulamipardesi bhasga aur vesh ko hi dete hain abb tak salamibhul kar apna rang, sikhe auro ka dhangapnepan ka chalam hamse chhutadil sacha aur chehara jhuta, dil sacha aur chehara jhuta dil ko dekho, chehara na dekhomarji tumhari tum kuchh bhi samajho, jo ham hain woh ham hi janerang rup dekhe toh dekhe jamana, ham pyar ke hain divanepuje dhan ko sansar, hame mann se hai pyardhan kisi bat par hamse ruthadil sacha aur chehara jhuta dil sacha aur chehara jhuta dil ko dekho, chehara na dekho cheharo ne lakho ko lutaha, dil sacha aur chehara jhuta dil sacha aur chehara jhuta