Dil ki baaten song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ki baaten dil hi jaane
Main kya jaanun
Main kya jaanun
Dil ki baaten dil hi jaane
Main kya jaanun
Main kya jaanun
Saahil ko saahil ko
Mauj jaane mauj jaane
Baadal ko baadal ko
Aab jaane aab jaane
Aainey ko aaine ko
Husn jaane husn jaane
Kaajal ko kaajal ko
Aankh jaane aankh jaane
Gulsitan ko gul hi jaane
Main kya jaanun
Main kya jaanun


Baadalon mein baadalon mein
Chaand tanha chaand tanha
Chandni se chandni se
Keh raha hain keh raha hain
Meri manzil meri manzil
Hain andhera hain andhera
Roshan sara jahan hain
Sara jahan hain
Premi ko prem jaane
Main kya jaanun main
Kya jaanun main kya jaanun
Dil ki baaten main kya jaanun
Dil ki baaten main kya jaanun
Dil ki baaten main kya jaanun
Dil ki baaten main kya jaanun.