Dil ki awaaz hu song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Feb 2013.
Dil ki awaaz hu saanso me basalo mujhko
Dil ki awaaz hu saanso me basalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz


Hu woh khushbu jo hawaon me bikhar jati hai
Hu woh khushbu jo hawaon me bikhar jati hai
Bagh ban jaaungi sine me chhupalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz


Dil ki dhadkan mujhe har baar yahi kehati hai
Dil ki dhadkan mujhe har baar yahi kehati hai
Mai amanat hu tarike se sanbhalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz


Uske dil lene ka azndaaz nirala thehara
Uske dil lene ka azndaaz nirala thehara
Keh raha tha ke anghoti me sajalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz


Unki khwayish hai ki mahtab rahe badal me
Unki khwayish hai ki mahtab rahe badal me
Zulf kehati ki chehare se hatalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz


Aazma lena meri ma ki duwao ka asar
Aazma lena meri ma ki duwao ka asar
Khadi ko shauk se jab chahe bulalo mujhko
Mai kavita hu tarnnum me sajalo mujhko
Dil ki awaaz hu saanso me basalo mujhko
Dil ki awaaz.