Dil Ke Dastakk Lyrics - Karthik Rao | Shilpa Surroch
2021
About this song
- Here's your favorite song from our latest web-series #DicePFA2 ft. #BarkhaSingh & #AyushMehra
Lyrics
Tu aake meri nazaro mein reh gayi
Neend chura ke sapno ko le gayi
Tu jab na ho toh jeena nahi hai
Tu aadaton si rehja yahin pe
Neend chura ke sapno ko le gayi
Tu jab na ho toh jeena nahi hai
Tu aadaton si rehja yahin pe
Pakde hath karde baat badh jaate hain
Dil pe dastakk karke dhak dhak
Garmiyon ki chuttiyon se pyari yaadein
Chal banaye ghar basa ke
Dil pe dastakk karke dhak dhak
Garmiyon ki chuttiyon se pyari yaadein
Chal banaye ghar basa ke
Yahan tere aane se raat din kyun hota ji
Teri roshni se subah
Haan abhi yaaron mein man mera na lagta ji
Tu meri jaan tu hai khuda
Teri roshni se subah
Haan abhi yaaron mein man mera na lagta ji
Tu meri jaan tu hai khuda
Jaate kal se aage yaadein pal pal kaate
Bin tere ghar na lagey kyun
Tu hi bata hum kon hain re
Tu hi bata hum kon hain re
Bin tere ghar na lagey kyun
Tu hi bata hum kon hain re
Tu hi bata hum kon hain re
Sath tu ho jiski mannat
Paa lega wo jannat
Jaana hai jahan wo kahan hai
Badlo ke piche chhup kar
Sooraj bhi dekhe jhuk kar
Jana hai dhana hai chala hai
Paa lega wo jannat
Jaana hai jahan wo kahan hai
Badlo ke piche chhup kar
Sooraj bhi dekhe jhuk kar
Jana hai dhana hai chala hai
Yaha tere aane se raat din kyun hota ji
Teri roshni se subah
Haan abhi yaaron mein man mera na lagta ji
Tu meri jaan tu hai khuda
Teri roshni se subah
Haan abhi yaaron mein man mera na lagta ji
Tu meri jaan tu hai khuda