Dil ke arman tarse song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Poonam Jhawer, B.L. Saboo. This song was released on 28 Nov 2003.
Dil ke mere arma tarse re
Ab nahi rahta dil ye bas me re
Dil ke mere arma tarse re
Ab nahi rahta dil ye bas me re
Dilbar jani dil ye pukare aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re
Dilbar jani dil ye pukare aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re
Dil ke mere arma tarse re
Ab nahi rahta dil ye bas me re


Tum jo mere sath ho to sanam
Mehandi ye gahari rachegi
Tere mere pyar ki jane jaa
Duniya yahi par basegi
Aanch aanch ye kya,
Aanch huyi sona
Teri chahat ka hai jadu tona
Ab nahi tadpana dur nahi jana
Aur kahu mai kya oo jane jana
Aa mera sansar basa de, aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re
Dilbar jani dil ye pukare aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re


Tere liye itna tadpa hu main
Tu meri banke rahegi
Sanso mein mere basi tu hi tu
Tu mere dil mein rahegi
Ye teri julfe kajrari aankhe
Phul badan chehara mahki si sanse
Dekha hai jab se tab se hu deewana
Hosh nahi mujhko o jane jana
Yaar mera ye pyar pukare aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re
Yaar mera ye pyar pukare aaja
Aaja, aaja, aaja, aaja, aaja
Aa dil me sama ja re.