Dil ka lagana khel na jano song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Jis par dil aa jaaye usko
Dil se bhulana mushkil hain
Dil ka lagana khel na jano


Dil deewana jaane kiska
Rasta takta rehta hai
Dil deewana jaane kiska
Rasta takta rehta hai
Woh toh shayad khwaab tha uska
Woh toh shayad khwaab tha uska
Laut ke aana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano


Baat ghazab ho tanhaai bhi
Aksar achhi lagati thi
Baat ghazab ho tanhaai bhi
Aksar achhi lagati thi
Bichhad gaye toh
Yun lagta hai
Bichhad gaye toh
Yun lagta hai
Usko bhulana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano


Ghazalo se geeton se sab ko
Behlana toh aasaan hain
Ghazalo se geeton se sab ko
Behlana toh aasaan hain
Has haskar lekin mehfil mein
Has haskar lekin mehfil mein
Dard ko gaana mushkil hain
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana khel na jano
Dil ka lagana mushkil hai
Dil ka lagana khel na jano.