Dil ka khazana khol diya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Navketan. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha


Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar, nayi bahar
Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha


Bagiya khushi ki phuli hai
Main phuli nahi samayi
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka


Kadmo mein kaliya bichhati hun
Tum in ko phul bana lena
Tum in ko phul bana lena
Adhuri kisi ki aasha ka
Tum apana bana ke khila lena


Tum dulhan bankar aaogi
Tum dulhan bankar aaogi
Main tumhe bulane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya, dil ka.