दिल बेकरार पेहले ना dil bekarar pehle na tha song is sung by and . Record label of this song is Zee Music Company. This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Nov 2023.
Duniya hassi kyu lagane lagi hain
Dil ye mera kyu khone laga hain
Main bhi kisi ka hone laga hun
Mera oo shayad hone laga hain

Udta khayalon mein hain uska anchal
Usko hee sochu main aab to haar paal

Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha

Rang kuch aur hain iss fijja ka
Nai yaadon ke sang yaadein purani
Rabba o rabba mere pehli dafa mujhko yahaan
Lagata hain jaise haan ishq ho gaya

Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha
Dil bekarar pehle na tha ye intazar pehle na tha
Sab kuch yahin tha magar aisa khumar pehle na tha

Dekhu jahan bhi main nazara hassin hain
Meri chahat ka sitara hassi hain
Jahan bhi dekhu main nazara hassin hain
Meri chahat ka sitara hassi hain

Mujhko hain khiche koi aapni taraf ko
Hain ye jaisa bhi lekin bahana hassin hain
Lagata hain aise mujhko dua ye meri lai hain asar
Mila jo tu mujhko main hone lagi hu bekhabar