Dhuaan song is from and it is sung by , , , .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by DAR Motion Pictures, Emmay Entertainment Private Limited. This song was released on 19 Jul 2013.
Na raha kahin
Yaadon ka karvaan
Bik chuka yun hi
Hone ka har nishan
Kyun bhooli inhein zamin
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahan


Rang khwabon ke
Jinke khoon se range
Raste naye junoon se bane
Kyun bhooli inhein zamin
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahan


Sitare bhi jinko na
De sake panah
Kahani ye unki
Jinhein bhoole do jahan
Humne kar diya
Jinhein dhuaan


Maangna nahin bas
Dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhein humne
Baandha hai ye sama
Jo bhooli inhein zamin
Jo bhoola ye aasmaan
Na kehlayenge hum insaan


Sitare bhi jinko na
De sake panah
Kahani ye unki jinhein
Bhoole do jahan
Humne kar diya
Jinhein dhuaan


Sitare bhi jinko na
De sake panah
Kahani ye unki jinhein
Bhoole do jahan
Humne kar diya
Jinhein dhuaan


Kyun humne kar
Diya unhein dhuaan
Kyun humne kar
Diya unhein dhuaan.