Dhak Dhak Karti Chali Lyrics - Dilruba | Dev Anand | Cuckoo | Rehana | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dhak dhak karti chali song is from Dilruba (1950) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).It stars Dev Anand, Cuckoo, Rehana, Yakub in leading roles. This song is penned by Rajendra Krishan, Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) and composed by Gyan Dutt. It is produced by Lotus Orient Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail re
Jeevan ki rail re
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail re
Jeevan ki rail re
Mohabbat ka naam hai
Dilon ka mel re
Mohabbat ka naam hai
Dilon ka mel re
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail re
Jeevan ki rail re
Jab tak hai jeena
Jee lo hilmil ke
Haay jee lo hilmil ke
Sab hain musaafir
Ek hi manzil ke
Sab hain musaafir
Ek hi manzil ke
Jeene ka naam hai
Dilon ka mel re
Jeene ka naam hai
Dilon ka mel re
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail re
Jeevan ki rail re
Seth ke libaas mein
Saath saath chor chala
Saath saath chor chala
Seth ke libaas mein
Saath saath chor chala
Saath saath chor chala
O bhala lage
Bhala lage
Bhala lage tujhe buraa
Buraa lage tujhe bhalaa
Seth ke libaas mein
Saath saath chor chala
Saath saath chor chala
Bhala lage tujhe bura
Bura lage tujhe bhala
Bhale bure dono hain
Nazron ke khel re
Bhale bure dono hain
Nazron ke khel re
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail se
Jeevan ki rail se
Sukh dukh, sukh dukh
Sukh dukh, sukh dukh
Sukh dukh, sukh dukh
Sukh dukh
Sukh aaye dukh aaye
Sukh aaye dukh aaye
Teshan ke baad dekho
Teshan chalaa jaaye
Teshan ke baad dekho
Teshan chalaa jaaye
Aaye sukh aaye
Sukh aaye dukh aaye
Teshan ke baad dekho
Teshan chalaa jaaye
Sukh dukh dono hai
Kismat ke khel re
Sukh dukh dono hai
Kismat ke khel re
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail se
Jeevan ki rail se
Dhak dhak karti chali
Hum sab se kahti chali
Jeevan ki rail se
Jeevan ki rail se
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak
Dhak dhak dhak dhak.