Dekho aayi basant bahar song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramdayal. This song was released on 01 Jan 2018.
Dekho aayi basant bahar
Dekho aayi basant bahar
Ke jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar


Kari kari badariya chhayi hai
Kari kari badariya chhayi hai
Aaj man ki kali muskayi hai
Ye to pritam sandesha layi hai
Layi hai layi hai
Dekho aayi basant bahar
Ke jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar


Thandi thandi pawan ki mastiya
Thandi thandi pawan ki mastiya
Mere dil pe chalaye barchiya
Dar lage jo chamke bijliya
Bijliya bijliya
Dekho aayi basant bahar
Ke jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar
Dekho aayi basant bahar
Ke jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar.