Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nazim Hassan Rizvi. This song was released on 09 Mar 2001.
Mera dava hai ke tujhsa nahin dekha hoga
Jis tarah maine teri raah taki hai barson

Yoon kisi ne tera rasta nahin dekha hoga

Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga

Din ho chaahe raat ho, hum donon ka saath ho
Hothon pe mere sanam bas teri hi baat ho
Bas tujhe pyaar doon bas tera naam loon
Behke jo kabhi tujhko thaam loon
Is tarah se tujhe palkon mein chhupa loonga main

Meri aankhon mein sirf tera hi chehra hoga
Meri aankhon mein sirf tera hi chehra hoga
Dekhne waalon ne kya kya nahi dekha hoga
Mera dava hai ke tujhsa nahin dekha hoga

Chhayi hai kya bekhudi yeh dil bhi betaab hai
Khushbu bikhre phool se bas itna sa khwaab hai
Jab tak chhanv ho jab tak dhoop ho
Aise hi khila tera yeh roop ho
Jis tarah maine duaon mein tujhe maanga hai

Aise Rab se na kisi ne tujhe maanga hoga